Kuch Waqt Acha Guzara Hai Saath Tumhare !

  Jab Kabhi Dil Ghabraye Toh "Laut Aana"
Agar Tujhe Meri Yaad Sataye Toh "Laut Aana"
Kuch Waqt Acha Guzara Hai Saath Tumhare
Us Waqt Ki Awaz Aaye Toh "Laut Aana"

Comments